Jaipur Live
← Feed

Didwana-Kuchaman SP transfer: signal samjho ya timing?

Didwana-Kuchaman SP transfer: signal samjho ya timing?

Didwana-Kuchaman ke SP ka transfer ho gaya. Hisaab seedha hai: kuchh din pehle hi ek political visit ke dauran black flags dikhaye gaye the, aur ab posting badal gayi. Rajasthan ki administrative ghoomti kursi kabhi kabhi scene se zyada message deti hai, bhaisaab.