SMS Hospital ka barja gira, sawal phir wahi
SMS Hospital ke Charak Bhawan area mein seminar hall ka jhar-jhar karta barja gir gaya. Ek shaks ki maut, ek ghayal — aur saath mein purani building maintenance ka bada sawal. Jaipur mein hospital ki deewaron se zyada, ab unki halat bol rahi hai. Aage dekhte hain.
