Stepwell revival se paani ka jugaad, Jaipur ko seekh
Jaipur PHED ne summer demand aur Bisalpur ke limited paani ki wajah se 9 ilaakon ka 24x7 pilot rok diya. Par ek baat saaf hai: Rajasthan mein community-driven baoli aur stepwell revival se paani bachane ka desi tareeka phir kaam aa raha hai. Ghani badi seekh hai, bhaisaab.
